Freelance Falcon ~ Weird Jhola-Chhap thing ~ ज़हन

Thursday, July 29, 2010

पाक 'महान'

Pakistan hai mahaan,
Mazhab to hai islaam,
Manavta ka nahi hai naamo-nishaan.
Jab dekho dauda diye,
Seema par Dus-Baarah pathaan.

Pak ka hai bas ak kaam,
Bahar se khareedkar bum,
Bharat ki khopadi par,
Tan tana tan tan.

America ki bhi ajeeb dhun hai,
Osama-Umar Pakistan mey hai,
Phir bhi dhoondhne mey magan hai.

Daadi badhakar bane hai jehadi,
Ak hi missile sey ho jayegi "Aapki" fauj aadhi.

Kashmeer kay batvaare mey chahte hai,
Teesre desh ka hastakshep,
Bhaiya ye Kashmeer hai Kashmeer,
Naa ki koi Birthday cake.

Kashmeer par ab bhi karna chahte hai samvaad,
Itna Pakistan mil gaya pehle uska kejiye dhanyavaad.

Bharat kar raha hai Vikas aur har din nayi-nayi khoj,
Pakistan iss dharti par hai ak bahut bada bhoj.

Kargil ki haar kay baad bhi mooh banate hai,
Bhagaye huey bhikhari baar-baar maangne chale aate hai.

No comments:

Post a Comment