Freelance Falcon ~ Weird Jhola-Chhap thing ~ ज़हन

Showing posts with label Prince Ayush. Show all posts
Showing posts with label Prince Ayush. Show all posts

Monday, June 29, 2015

मोहित शर्मा (ज़हन) June 2015 #Updates


*) - Bageshwari June (Wrote 2 Articles), also judging "Laghu Katha Contest" for July 2015 issue.


*) - Randomiya continues....(snail's pace)


*) - Judging one of its kind  "Comics Theory (Research Anthology)" Contest with Mr. Anurag Kumar Singh.


*) - Another act by Ayush Jha on my concept, script - "Kingmaker Khameleon". 

*) - You can read my short stories, articles, reviews and random rants here (recently updated these 4 blogs) - 

Trendy Baba Mafia, 421 Brand Beedi Federation, Mohit Sharma (Trendster/Trendy Baba) Online Archives, 


*) - Pending short comics (Deadly Deal, Desh Maange Mujhe, Parikrama etc) calligraphy begins.....

Wednesday, April 29, 2015

Kavya Comics News


*) - "Meri Aazadi ka Ruab" exclusively at Fenil Comics website and social media pages. by yours truly, Yash (Harish Atharv) Thakur, Soumendra Majumder, Ajay Thapa and Manabendra Majumder. 

                                                      ------------------------------

*) - Page from another WIP project "Desh Maange Mujhe" with Prince Ayush.

Friday, August 22, 2014

Behrupiye ka Baap Behrupiya (Acting Monologue)


Behrupiye ka Baap Behrupiya (Acting Monologue) - बहरूपिये का बाप बहरूपिया (अभिनय एकालाप)


Actor - Prince Ayush
Concept and Script - Mohit Sharma (Trendster)








Keywords - प्रिंस आयुष, आयुष झा, अभिनय, लेखक मोहित शर्मा (ज़हन), ट्रेंडस्टर, ट्रेंडी बाबा, Freelance Talents, Prince Ayush, Ayush Jha, Mohit Sharma Trendster, Trendy Baba, Mohitness, Freelance Falcon, 421 Brand Beedi Federation, Trendy Baba Mafia, Acting, Monologue, Earthquake, Meteor, Comedy, Experimental, India, Hindi

Sunday, July 20, 2014

Monologue Video - Bhukamp Peedit Ulkapind

Bhukamp Peedit Ulkapind (Prince Ayush & Mohit Trendster)

Youtube Video - Watch Bhukamp Peedit Ulkapind


*We apologize for average video and voice over quality.
Bhukamp peedit Ulkapind
  1. Nahi! Mai Bhukamp peedit nahi hun. Shehar mey Bhukamp aaya hai iska matlab ye to nahi ki us din kisi ke ghar antriksh se Ulkapind nahi gir sakti?” Haso mat!
  1. Arre koi meri baat kyu nahi maan raha? Sab hase hi jaa rahe hai. Mere ghar mey Ulkapind gira hai.
  1. Dekho…wait..mai lambi saans leta hun…shuru se batata hun.
  1. Humara domanjila makaan hai. Upar kiraydaar rehte hai aur neeche meri family. Mere parivaar mey mere mummy-papa hai jo Gaon….mera matlab Goa vacation par gaye hai. Kirayedaar young couple hai.
  1. Subah zor se ek dhamake ki aawaz huyi jaise sabse purani waali Mahabharat mey 2 teer takrate the to jo aawaz hoti thi waisi waali aawaz….aur maine mehsoos kiya ki meri baahon mey koi hai. Maine socha roz ki tarah sapna hoga aur upar waali Bhabhi hongi jab aankh khulengi to Kaamwaali ki jhaadu se udi dhool se Good Morning hogi.
  1. Par ek to dhamaka phir aaj sapne se ulat Bhabhi bahut kulmula rahi thi baahon mey, aankhen khuli to dekha meri baahon mey Bhabhi ki jagah Bhaiya chhatpate hue keh rahe the ki“Bhagwan k liye mujhe jaane de, Darinde!”
  1. Upar roof mey ched ho gaya tha jis se aasmaan dikhai de raha tha. Kamre aur Hall ko ghere hue ek badi chattan type padi thi jisme se dhuan nikal raha tha. Bhabhi aur Kaamwaali ka kuch ata-pata nahi tha kyoki Ulkapind seedhe unpar gira tha.
  1. Tabhi gande kapdo mey ek sundar si yuvati mere paas aayi aur boli….
“Bhaiya! Pair hatao, poochha lagana hai.”
  1. Ulkapind k jaadui asar se Kaamwaali Bai khoobsurat ho gayi thi. Tabhi nighty pehne hue Lasith Malinga hamare saamne aa gaya. To mai aur Bhaiya uske saath selfies aur autograph lene ki zid karne lage….Malinga Bola…
“Arre Murakh…mai teri bhabhi hun…”
Ulka k Jaadu se Bhabhi ki shakl Malinga jaisi lag rahi thi.
The End!